Home / Uncategorized / Aulad ki bandish

Aulad ki bandish

Aulad Ki Bandish Ka Tor Urdu Me

Aulad Ki Bandish Ka Tor Urdu Me, “Zindgi me insan par bahut sari pareshaniya aati hai. Jab ek pareshani khatam ho jati hai to dusri pareshani samne khadi ho jati hai. Kisi ko aulad na hona bahut badi pareshani hai. Kuch logo ki shadi ke ek saal ke bitar hi aulad mil jati hai. Kuch aise bhi insan hai jinki shadi ko 14 15 saal beet jane ke baad bhi aulad ka sukh nhi mil pata hai. Aaj hum apke liye aulad ki bandish ka tor urdu me lekar hazir huye hai. Jab insan apni zindgi me tarki karta hai to kuch aise log bhi hote hai jo dusro ki tarki se jalne lag jate hai. Ussi jalan me wo aulad ki bandish un par karwa dete hai.

Har aurat yeh hi chahati hai uski bhi ek aulad ho. Shadi ke baad ek couple yeh chahte hai ki allah une ek khubsoorat or naik aulad aata kare. Jab kisi ke bacha nhi hota to wo har tarah ka ilm, wazifa, dua karke dekhte hai. Issi soch me rahte hai ki unne bhi allah unki joli bar denga. Jinke bacha nhi hota wo har jagah bandish ka tor karwate hai. Jab tak bandish rahti hai tab tak bacha nhi ho pata hai.

Agar aap aulad ki banish ka tor karwana chahte hai, to humhare molvi ji apki madad karege. Jiske aulad nhi hoti hai wo bahut pareshan ho jate hai. Aulad ki bandish bahut saalo se insan ke piche lagi rahti hai. Nazreen apni aulad ki bandish ka tor karwane or usse hatane ke liye humhare paas aate hai.  Har jagah aulad ki bandish ka tod karwane ke liye doctor or molvi se contact karte hai. Uske baad bhi unko result nhi mil pata hai.

Aulad Ki Bandish Ka Ilaj:

Aaj hum aulad ki bandish ke tor ke liye behad rohani or mujrab tarika batayege. Jis kisi ko aulad na hoti ho. Miya biwi par kisi kism ki bandish ho. Iske sath hi aulad na hone ki koi surat nazar na hoti hai, to koi bhi fasla karne se pahle yeh wazifa jarur kare. Insha allah karam farmayege. Lekin sarat yeh hai ki amal ki kamyabi ke liye kuch asoolo ko apana bhi jaruri hota hai. Isliye is aulad ki bandish ke wazifa ke bhi kuch asool hote hai. Wazifa karne se pahle apko yeh yakeen karna hoga ki jo kuch hota hai sirf allah ki marzi se hota hai. Allah apni marzi se jaise chahye bete aata karta hai or jaise chahye betiya aata karta hai.

Amal Karne Ka Tarika:

Sabse pahle apko 5 waqt ki namaz ki pabandi karni zaruri hai. Apko chand ki kisi bhi paheli tarik ho roza rakhna hai. Apko waze namaz fajr  or 21 martba durood e ibrahimi, 3 martba surah muzammil, 21 martba surah muhammad or akhir me 21 martba durood e ibrahimi parni hai. Yeh amal dono miya biwi ko karna hoga. Aur yaad rahe ki chand ki yakam tarik se 3 roze rakhna jaruri hai. Aulad ki bandish hatne ka amal 14 ya 21 din tak kiya ja sakta hai.

Amal ke doran nazreen ko kuch parhez karne honge. Jisme apko anda, mulli, payaz, lasun, nhi khana hai. Insha allah is wazifa ki barkat se aulad ki bandish hamesha khatam ho jayegi. Allah apko apne paak kalam ki barkat se naik or khubsoorat aulad denge. Agar miya biwi me kisi ko amal karne me pareshani aati hai to dono me koi ek bhi yeh amal kar sakta hai.

Aulad Ki Bandish Ka Tor:

Jab allah chahte to sab kaam asan ho jate hai. Agar kisi ne aap par aulad ki bandish kar di hai to apko darne ki koi baat nhi hai. Aulad ki bandish ka tor bhi hai. Apko sirf ek amal karna hoga. Amal bahut hi nayab hai. Iss amal jab bhi kisi pareshani bahan nhi kiya hai. Iska result sirf 1 month me mila hai. Agar aap bhi aulad ki banish ka tor chahte hai, to amal apki zindgi badal denga.

 Bahut sare mere bhai or bahan rishte ki bandish, aulad ki bandish, karobar ki bandish hai se pareshan hai. In sab ka tor or ilaj karwane ke liye wo har tarike ka wazifa or amal karte hai.  Allah tallah se bara koi nhi hai. Allah tallah jab aulad dena chahyega tab hi apko aulad mil payegi. Bas apko allah ko razi karna hai. Duniya me koi bhi Allah se taqatwar taqatwar koi insan nhi hai. Aulad ki bandish allah ki marzi se hota hai. Agar kisi ke aulad hone me deri hai to yeh allah ki marzi hai. Aisa koi insan nhi hai jo allah tallah ke faislo ko badal de.

About admin

Check Also

Wazifa For Marriage UK

Wazifa For Marriage UK

The meaning of marriage varies widely by culture and region. In simpler terms, it is considered as …